Thursday 20 October 2011

khuda kisi ko kisi par fida na kare
fida kare tho bhi qayamat tak juda na kare


humne mohabbat ko dekha hai kuch iss makam tak
ki aab tho nafarat sii ho gayi hai mohabbat ki naam see



ishq ne insaan ko kya se kya bana diya
kissi ko aashiq tho kisi ko deewana bana diya
do phool ko bhooj naa utha saki mumtaaz
shah jahan ne uspar taj mahel bana diya



patti patti gulab ho jathi hain
har kali ek khwaab ho jathi hai
agar daal mein nagar fizaon par
tho shabnam sharaab ho jathi hai
jisme dekha ho lakhon hasinayee
uski niyat kharab ho jathi hain
Hindi Teacher to Santa:  Mamooli ko sentence me istemaal karo.
Santa ne socha
 socha
 socha
 Aur bola: Meri Maa Mooli bare shonk se khati hai.
Santa ne shonk shonk mein vrat rakh liya.
Santa to wife: Dekh sooraj dooba?
Wife: Nahi ji
Kutch der baad: Dekh dooba ya nahi?
Wife: Nahi ji
Santa: Lagta hai ye mere ko sath ley key hi doobey ga

Thursday 13 October 2011

dant ka doctor:- ye hath nachana or muh ko bickana ban kro

abhi to maine tumhare danto ko chua bhi nahi

marij- chua to nahi hai par app mere ungliyo par khade hai




malik gusse me:- is mahgayi ke jamane me rotiyo par gi lagaya jata hai 


sorry sir nokar bola 


wo apki roti mari rotiyo ke sath badal gayi thi 



papa kafa ho kar:- muni tumahri sararte badti ja rahi hai 

ab tum bili ki punch kyo kich rahi ho 

papa main kha maine to bili ki punch sirf pakdi hai 

wo kinch to kudh rahi hai 



ek bar ek aadmi bhut bimar ho gaya to doctor use bola ki tumhari akri itcha batao

yha ane wali ki har akri itcha puri ki jati ki

jati hai

marij:- bola ki marne ke bad mujhe tande pani se mat

nahlana kyo mujhe tande pani se bukhar ho jata hai