sapno ka raja

tajmahal

kuda

aaena

naya jamana

umar bhar ki rahgujar

sapno ki tarah aa kar chale gaye

tasveer tare

sisse ka dil


tanhaiya
nadan hai wo jo kahte hai 
 dil ka durd ban jati hai tanhaiya
 sach to ye hai ki hame
 apne aap ka ehsas karvati hai tanhaiya
raj dil ke bhi jo hum kudh se chupate hai
unhe hamare samne lati hai tanhaiya
kabhi sochna akele me baith kar
hame hamare kitne roop dikhati hai tanhaiya
duniya to majak udati hai kisi ke ansuo ka bhi
par hamesa jakmo par marham lagati hai tanhaiya
ji bhar ke ro lete hai  inke agose me  hum
esi halat me dil ko sukun pahuchati hai tanhaiya
hamari kamiya kubhiya samne la kar
hume khud ka hi dost banati hai tanhaiya
gore se dekho ge to jan jaoge tum bhi
hamare hi aks ka aaena hoti hai tanhaiya



again tanhaiya


jabse tanhai  ko apna sati banaya hai
apni jingi ne bhut kuch paya hai
jo kuch nahi janti thi apne bare me
mere tanhai ne mujko bataya hai
gam ke badlo ne jab bhi ghera hai mujhe
is tanhai ne hi mera man bahlaya hai
jab kul kar hasti thi mai mahfilo me mai
to dil akele me bda rota tha
ab khamosi ne meri ankho me
kam se kam koi raj to nahi chupaya hai
shukriya ada karti hu uparwale ka jo usne
tanhai jaisa sacha sathi
mujhe takdir se dilwaya hai